Kalyug ke Aashique

Tu kaisa Aashique hai jo har kisi pe Mar jata hai!

Jo ladki dikh jaye usi p apne paitare aajmata h, ,

Tu kaisa Aashique hai jo har kisi pe Mar jata hai!

* pyar me to ek saccha aashique hi apni jaan qurban krta hai, ,nam se to har koi bulata hai Bas aashique hi usko apni jaan kehta hai!

Par tu to Sabhi k liye roz jine or marne ki kasme khata hai! !

Tu kaisa Aashique hai jo har kisi pe Mar jata hai!

* Bewajah tu ldkiyo me jhagde karwata hai ,, agar ladki Ruth jaye to usi ke friend se apne massage bhejwata hai!

Apne dosto se Usko bhi apni wali batata hai! !

Tu kaisa Aashique hai jo har kisi pe Mar jata hai! !

( ye ajkl ke Aashique ko ki kahani hai 😜 ,, kahi n kahi aise Aashique hame jarur dekhne ko mil jate hai ,, )